DrEaMBoY
03-12-2012, 11:44 PM
Dil se jo awaz nikli
zindagi ko badal gayi
kuch kho si gayi thi
woh gumnam zindagi mein
na maloom tha ki koi hawa bhi jhoke ki tarha
siskati hui kahi chali jayegi
duniya mein usay mehfil mein usey
chod ke youn hawa apna rukh mod legi
dil toh adtan dharkata hai
uss hawa ke jhoke ki tarha jo
hawa leta hai lekin sirf tute patte ki tarha……
dil se jo awaz nikali yahi sada deta hai
kyu ye zindagi rote hue sada deti hai
kyu ye hawa siskate sisakte kuch kahe rahi hai……………
Dil ki awaz koi padh le toh batana
zindagi ki tarikh padh le toh koi batana………
dil hi dil ki awaz samajh toh samjhna
magar us awaz ko tadpa tadpa ke na marna
zindagi ko yun saza deke na dabana
khushiyon ko ghum na badal dena
dil ki awaz khatam na kar dena………….