SAjan
03-03-2012, 05:47 PM
Khali Kaghz Pe Harf Sajaya Karta Tha,
Tanhai Mein Shehar Basaya KartaTha,
Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat,
Deewaron Ko Dard Sunaya Karta Tha,
Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baton Par,
Or Phir Khud Ko Aap Hansaya Karta Tha,
Jalne Lagti Laho Mein Judai To Ro Deta,
Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karta Tha
Kachi Umar Ka Pyar Use Le Doba,WASI
Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karta Tha.
Tanhai Mein Shehar Basaya KartaTha,
Kesa Pagal Shakhs Tha Sari Sari Raat,
Deewaron Ko Dard Sunaya Karta Tha,
Ro Deta Tha Aap Hi Apni Baton Par,
Or Phir Khud Ko Aap Hansaya Karta Tha,
Jalne Lagti Laho Mein Judai To Ro Deta,
Tanhaiyon Ki Khak Uraya Karta Tha
Kachi Umar Ka Pyar Use Le Doba,WASI
Jo Logon Ko Pyar Karna Sikhaya Karta Tha.