Miss Habib
02-28-2012, 11:01 AM
Udas shamo mein wo laut ana bhool jata tha
Kar k khafa mujhko wo manana bhool jata tha
Inhi khaslaton ne usski, mujhe badnaam kara dala
Wo likh kar naam deewaron pe mitana bhool jata tha
Mat pooch mohabbat mein laparwahi uss ki
Dai k zakhm wo marham lagana bhool jata tha
Kitna dil nasheein hota tha uss ki yad ka manzar
Wo jab bhi yaad ata tha zamana bhool jata tha