Miss Habib
02-20-2012, 10:22 AM
Beautiful advice by Hazrat Ali (R.A)
Agar dukhon ka darya aboor karna hai to ansu ko jazb karne ka tareeka seekho
Mazak zaroor karo magar itna yad rakho k mazak karne or urane mein faraq hota hai.
Roothne wale ko itna nahi roothna chahiye k manane wala khud hi rooth jaye.
Kisi ki khamoshi ko taqabbur na samjho, ho skta hai k wo khud apni zaat se jang karne mein masroof ho.