Miss Habib
02-09-2012, 11:37 AM
Musalman aurat k kafan mein 5 kapre hote hain
Jabkay mard k kafan mein 3
2 zyda kapron mein ik romal (head scarf) or ik seena band (seene ko dhanpne k liye kapra hota hai) afsos hai uss musalman aurat per jo apna sar or seena zindagi bhar na dhanpe, lekin marne k baad Allah apne paas ye dono cheezein dhak kar hi bulata hai. Aey musalman aurat afsos hai tujhpe k Allah tujhse kitni haya karta, lekin tu sari zindagi Allah se haya nahi karti hai.