pakeeza
02-08-2012, 11:53 AM
wo tamam meri himaqten jo huen gunah ki chaun men
wo amal ki sari kisaftein jo likhi gae hn fizaun men
tere samne h zarra zarra
teri zat waqfe hal h
men bura sahi
mje bakhash de
mere dil ko sakht milal hy
meri neend ankhun se door h mera mazi itna kharab h
ye karam h rab-e jahan tera mere har gunah pe niqab h
tje ikhtiar h sab ka sab
mera tj se itna sawal h
tu muaff kar tu muaaf kar
tu raheeem h tu kareem h
tu rabb-e zuljilal h
tu muafff kar tu muaaf kar
ameeeeeeeeen ya rabbulalameen
--