SAjan
02-07-2012, 03:08 PM
Fiza par to asar hawaon ka hota hai,
Mahobbat par to asar adaon ka hota hai,
Koi aise hi kisi ka deewana nhi hota,
Kuch kasoor to nigahon ka hota hai !!
Mahobbat par to asar adaon ka hota hai,
Koi aise hi kisi ka deewana nhi hota,
Kuch kasoor to nigahon ka hota hai !!