SAjan
02-05-2012, 12:08 AM
"Ghalib"
zahid sharab peenay de masjid ma baat kar.
Ya wo jaga bata jaha khuda nahi.
"Allama Iqbal"
Masjid khuda ka ghar ha peenay ki jaga nahi.
Kafir ka dil me ja waha khuda nahi.
"Faraz"
Kafir ka dil se aya ho ma ye daikh kar .
Khuda maoujood ha waha per usai paata nahi.