SAjan
02-04-2012, 05:33 PM
Log har mor pe ruk ruk k sambhalty kyon hain
Itna dartay hain to phir ghar se nikaltay kyon hain
Main na koi jugno hon na diya na chand,
Phir roshni waly mere naam se jalty kyn hain
...
Jub neend se mera taaluq hi nahi barson se
Khowaab aa aa k meri palkon pe tehlty kyon hain
Is mein mousam ka qasor hay ya logon ka Ahsan
Log mousam ki tarha pal bhar main badaltay kyon hain