Miss Habib
02-01-2012, 10:43 AM
Apas mein ghaltion ko darguzar kia karo, kyon k darguzar na karo gai to mohabbat khatm ho jaye gi, jab mohabbat khatm ho jaye gi to rabta toot jaye ga, jab rabta toot jaye ga to fasla ho jaye ga, or ye fasla aik din tumhare rishte tor de ga (Hazrat Ali R.A)