filza
01-27-2012, 11:57 AM
Yun hi ajnabi na bana karo
kbi muskura k mila karo!
kabi sun tou lo mera haal e dil
kabi mujh se koi gila karo!
teri ek nazar teri ek ada mere dil ko kr dia la paata
mera hamnasheen mere hamnawa mere dil ka koi pta karo!
ye tarreq e ishk main kuch tou hai
ya wafa karo ya jafa karo!
koi faisla meray mehrban
koi rasm tum bhi adaa karo!
na hi zeest ka koi rasta na hi khudkushi ka hai hosla
mujhay pyar do ya mujhay maar do
koi kaam tum bhi kia karo !