umair8005
02-15-2009, 06:32 PM
muhabat ki kami kyun hai?
tanhai meri sathi kyun hai?
kbi nhi jo chaha hum ne
hamesha milta wohi kyun hai?
dil ko aadat si ho gai werna
sab ye sehta kyun hai?
pal pal merne ki hawahish me
her pal aakhir sisakta kyun hai?
tanhai meri sathi kyun hai?
kbi nhi jo chaha hum ne
hamesha milta wohi kyun hai?
dil ko aadat si ho gai werna
sab ye sehta kyun hai?
pal pal merne ki hawahish me
her pal aakhir sisakta kyun hai?