View Full Version : '' Takhallus '' per mabnee Aash'aar
M A H i
01-22-2012, 12:00 PM
:salam:
'' Takhallus '' per mabnee Aash'aar
http://img840.imageshack.us/img840/3912/animatedquillpenwriting.gif (http://imageshack.us/photo/my-images/840/animatedquillpenwriting.gif/)
Jagaa-e-Fan mein barhay sakht Muqaam aate hain
Mar ke rah jaataa hai Fanakaar Amar hone tak
Kitany '' Ghaalib '' thy jo paidaa huye aur mar bhi gaye
Qadradaan ko Takhallus ki Khabar hone tak
Kitany '' Iqabaal ''Raah-e-Fiker mein uthe lekin
Raastaa bhuul gaye Khatm-e-Safar hone tak
Kitane Shabbiir hasan khan na bane '' Josh '' kabhi
Mar gaye kitany Sikander bhi '' Jigar '' hone tak
'' Faiz '' rang bhi Ashaar mein aa sakataa thaa
Ungaliyaan saath to dein Khoon mein tar hone tak
Chand zarron hi ko milati hai Ziyaa-e-Khurshiid
Chand taare hi chamakate hain Sahar hone tak
Dil-e-Shaayar pe kuchh aisi he guzarati hai '' Figaar ''
Jo kisi Qatare pe guzare hai Gouhar hone tak ! ! !
:rules:
Iss Thread mein Srif Shora ke TaKhallus par mabni Ashaar pesh kiye jaein
(Yaani Shaayir ne jis shair mein apna Adbi Naam istemaal kiya ho Pesh keegiye )
M A H i
01-22-2012, 12:11 PM
'' Dar-e-qafas pe andhere ki muhar lagti hai
Tou "Faiz" dil mein sitaare utarne lagte haiN ''
M A H i
01-22-2012, 12:13 PM
'' Urdu hai jis ka naam hum he jaante hain ''Daagh''
Saare jahaan mein dhum hamaari zubaan ki haI ''
M A H i
01-22-2012, 12:17 PM
'' Chup chaap apni aag mein jalte raho ''Faraz''
Duniya to arz-e-haal pe be-aabroo karaY ''
M A H i
01-22-2012, 12:20 PM
'' Iss basti ki ek kooche mein ek INSHA naam tha deewaanae
Ek naar pe jaan ko haar gaya mash'hoor hai us ka afsaanA ''
M A H i
01-22-2012, 12:26 PM
'' Mere ash'aar ae '' Iqbal '' kiu piyaare na hoon mujh ko
Mere Tootay hue dil ke ye dard angeiz naale haiN ''
Haadi
01-22-2012, 12:37 PM
wonderful thread Mahi
A L i
01-22-2012, 01:34 PM
tum taqaluf ko bhi iKhalas samajhate ho 'Faraz'
dost hota nahi har hath milane wala
A L i
01-22-2012, 01:37 PM
Aakhire-shab ke humsafer*FAIZ*na jane kya hoi
Rah gayi jis jageh saba, subah kidher nikal gayi
A L i
01-22-2012, 01:38 PM
maqam 'Faiz' koi rah main jacha hi nahin
jo ku-e-yar se nikle to su-e-dar chale
AFghani_Laila
01-22-2012, 02:11 PM
AHaan Bohut KhubSOorat THread Hai Mahi ..!!
Zafina
01-22-2012, 03:21 PM
اے عدم احتیاط لوگوں سے
لوگ منکر نکیر ہوتے ہیں
---- عبدالحمید عدم
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
01-22-2012, 04:56 PM
Jo B Tere Qareeb Hote Hen , Aadmi Be Nazeer Hote Hen ..
Aey Adam Ahtyat Logon Se , Log Munkar Nakeer HOte Hen .. V.Nice Zafina ..:)
Matam Sarra B Hote Hen Kia Khudd Gharaz Qateel ..
Apne He DukhOn Par Rote Hen , Lekar Kisi Ka Naam ..!
raikhta ke tum hi ustaad nahi ho galib
kehtay hei ke agley zamaney mei koiye meer bhi tha
A L i
01-22-2012, 07:25 PM
is chaman mein hoNge paida bulbul-e-sheraaz bhi,
sainkRon*SAAHIR* bhi hoNge saahib-e-eijaaz bhi
A L i
01-22-2012, 07:27 PM
Ye Muhabbat Bhi Hai Kya Rog 'Faraz'
Jiss Ko Bhooley Woh Sada Yaad Aaya !
A L i
01-22-2012, 07:28 PM
me bas ik bar lajawab hua FARAZkisi apny ny jab kaha kon ho tum?
maktab e ishq ka "Momin" hai niraala dastur
us ko chhuti na mili jis ko sabak yaad hua
maktab e ishq ka "Momin" hai niraala dastur
us ko chhuti na mili jis ko sabak yaad hua
kia maslehat shanas tha wo aadmi " Qateel "
majboriyon ka jis nai wafa naam rakh diya
ek dil hai or toufan e havadis aey " Jigar "
ek shisha hai k har pathar se takrata hon mai
vehshat ki unvan hamari in mai se jo naar bani
dekhenge to log kahenge " Insha " ji diwane the
- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
01-23-2012, 03:59 PM
Bohat KhOob Die Bro .. :)
Qateel .. Aksar Badal Kar Bhais Milta Hai kOI Kaafir ..
Kabhi Hum Jaan Lete Hen , Kabhi Pehchan Lete Hen .. !
M A H i
01-25-2012, 12:28 PM
'' Hain yehi ''Jaun Eliya'' jo kabhi
Sakht maghroor bhi the bad-khoo bhi ''
M A H i
01-25-2012, 12:34 PM
'' Hosh urne lage raqeeb'oun ke
DAAGH ko aur bewafa kahiye''
M A H i
01-31-2012, 11:54 AM
'' Main saahlion mein utar k SHAKEB kia leta
Azal se naam mera paanion mein likha thA ''
Miss Habib
02-01-2012, 11:35 AM
Main chup rahon kabhi bewajah hans paron Mohsin
Uss ko gawan k ajab hosly talash karon
Shaam
02-01-2012, 12:26 PM
aye Jaan e FARAZ aye mere her dukh ke maseeha
her zeher zamaney ka tere naam sei utrey.........
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
02-01-2012, 01:58 PM
Hum Kia kahe
Kon Sune Ga Hmari Rodaad Yha......
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
02-01-2012, 01:58 PM
:artist:....................
M A H i
02-04-2012, 11:49 AM
G.T stay on topic
''Kaun ''Ayub'' pareshaan nahe taareeki mein?
Chaand falak pe dil seene mein be-kal nikla ''
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
02-04-2012, 01:38 PM
Hunsoo Kis Per Ay Gazil
Mojhe Kud per rona bhot arha hyy.
SAjan
02-04-2012, 08:11 PM
Mujhe Samjhaaya Na Karo Ke Ab Tou Ho Chuki Mujhko,,,
Mohabbat Mashwaraa Hoti tou Tumse Pooch Ker Kerte..
M A H i
02-05-2012, 10:43 AM
Mujhe Samjhaaya Na Karo Ke Ab Tou Ho Chuki Mujhko,,,
Mohabbat Mashwaraa Hoti tou Tumse Pooch Ker Kerte..
SAjan stay on topic
M A H i
02-05-2012, 10:53 AM
" Ta'ajjub kya lagi jo aag, aye 'Seemaab', seene mein
Hazaar'on dil mein angaaray bhare thay, lag gayii hogi ''
Poet:
~Seemaab Akabaraabaadi~
Pen-name (Takallus):
~Seemaab~
SAjan
02-05-2012, 07:51 PM
ok mahi itna ghusa :s
M A H i
02-06-2012, 12:11 PM
" jise, aye 'Qais',tuu samjhaa tha haasil laakh sajd'on ka
Phiraya hai ussi kaafir ne tujh ko kuu-ba-kuu bars'on ''
Poet name :
~ Raj Kumar 'Qais ~
Pen-name (Takhallus) :
~ Qais ~
SAjan
02-06-2012, 07:10 PM
nice good
SAjan
02-06-2012, 07:13 PM
pehle samj hi nahe aya ta sory :s
Uss k jany sy kuch b nhi badla" WASSI"
pehly jana dil tha ab wahan drd sa rehta hai
jamal khan
02-06-2012, 11:21 PM
nice sharing
Shaam
02-07-2012, 04:50 PM
Yaad Aate Hain Aaj Uff...!! Gunah kya kya MohsiN..
Pehla Ye k Mohabat Kar li...!! Aakhri ye K Tujh se Kar le..
Miss Habib
02-09-2012, 10:49 AM
Ik tooti hui zanjeer ki faryad hain hum
Or duniya samjhti hai k aazad hain hum
Is ishq ne hum ko dia kia hai Wasi
Kal bhi tanha the or aj bhi udas hain hum
M A H i
02-09-2012, 05:07 PM
'' Jo hairan hain tumharay zabt per keh do ''Qateel'' un say
Jo daman per nahi girtay woh anso dil per girtay hain ''
Shaam
02-09-2012, 05:14 PM
kuch aur karishmey abhi ghazal ke dekhtey hain
faraz ao lehja badal ke dekhtey hain......
Zara sochein ! ye duniya kis qadar bay-rung ho jaati
Ager aankhon mein koi khuwaab hi boya nahi jaata
Na-jaanay ab mohabbat per pari uftaad kya AALAM
K ehal-e-dil say dil ka boujh bhi dhoya nahi jaata.
M A H i
02-14-2012, 11:35 AM
Nyc^
'' Wo he laagar jo wafaaju bhi hai jafakhu bhi
Kiya bhi "Faiz" to kis but se dostaanaa kiya ''
Zafina
02-14-2012, 12:11 PM
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz…
MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
Miss Habib
02-15-2012, 11:58 AM
Kitna Ikhtiyaar Tha UsSe Apni Chahat Pe.. Mohsin..
Es Liye Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya..
Nadeem? jo bhi mulaqat thi adhuri thi
k ek chehre ke piche hazar chehre the
Miss Habib
02-16-2012, 08:58 AM
so ab kyun her kis-o-na-Kis se ye shikva shikayat
ye sab sood-o-ziyaan ye Besh o kam tum jantay thy
Faraz is gumrahi per kya kisi ko dosh dena
k rah e aashqi k pech o kham tum jantay thy
M A H i
02-16-2012, 10:40 AM
'' Main ne AMJAD use be-waasta dekha hi nahe
Woh to khushboo mein bhi aahat ke bahaane nikle ''
Miss Habib
02-16-2012, 10:42 AM
us aakhri nazar main ajab dard tha muneer
janey ka us kay ranj mujhay umer bhar raha
Sabz mosam hai yahaan such hai ager ye Khaawar
Meri aankhon mein mera sheher sulagta kiun hai.
M A H i
02-16-2012, 11:07 AM
'' Faasle Kam Na Ho Sake Mohsin
Aamna Saamna Raha Barsoon ''
Her ik shay istay'aarah hai nisaab-e-ishq mein Meesam
Wohi ik aks hai jis say main sab manzer banaata hoon.
Miss Habib
02-16-2012, 11:16 AM
Uqba main bhi milay gi yehi zindagi *Shakeel*
Marr kar bhi chuth na paayen gai is dard-e-sarr say hum
Zafina
02-16-2012, 11:55 AM
taqdir k siwa nahin milta kahin se bhi
dilawata ai ?Zafar? hai muqaddar kahe bagair
PRINCE SHAAN
02-16-2012, 12:15 PM
Apna Pata To us ne Diya Tha Mujhay "QATEEL"
Mein Khud Hi Kho Gaya To Ye Mera Naseeb Tha
Miss Habib
02-16-2012, 12:52 PM
Faraz zulam hai itni khud aitmadi bhi
k raat bhi thi andheri chiraagh bhi na lia
rani123
02-16-2012, 06:53 PM
ye bhol hai us ki kay agaz e guftagu ham karain gay MOHSIN
ham jo khud say bhi roth jain to sadyon khamosh rehtay hain
Miss Habib
02-20-2012, 10:35 AM
Wo roz dekhta hai doobte hue sooraj ko Faraz
kash mein bhi kisi shaam ka manzar hota
M A H i
02-20-2012, 05:29 PM
'' Aao ek sajda karen aalam-e-mad'hoshi mein
loog kehte hain ke 'Sagar' ko Khuda yaad nahi ''
Main Apnay Kamray Mein Betha Hoon Owais
Yahaan KHUSHBOO Hai Us Ki Or Main Hoon
Miss Habib
02-22-2012, 11:53 AM
Kiyon rote ho us ki yad min Wasi.
Ansuon se taqdeer badalti to aaj wo mera hota.
Kisi Nazer Pay Bharosa Nahi Raha TaasiF
Ab Apni Aankh Say Dekhoon Ga Main Nazaaron Ko.
M A H i
02-25-2012, 12:07 PM
"Khush-naseeb'on ko mila karti hai daulat aisii
Sab ki qismat mein kahaan, saaheb-e-Irfan hona"
Us Ki Taareef Kaisay Ho Shihaab
Meray Lafzon Mein Itni Taab Nahi.
Miss Habib
02-28-2012, 09:52 AM
Main Kis Tarah Mita Sakon Ga Us Ka Naam Dil Sy''FARAZ''
Mery Labon Py Saja Hy Jo Ek Dua Ke Tarah...!!!
M A H i
03-02-2012, 03:07 PM
Hasti ke mat faraib mein aa jaao ''Asad''
Aalam tamaam halqa-e-daam-e-khayaal hai
M A H i
03-02-2012, 03:08 PM
Konsa dil hai jis main DAAGH nahi
Ishq main yaadgaar ham bhi hain
M A H i
03-02-2012, 03:11 PM
Un se milne ka kia sawaal Adam
Woh sadaa mere paas hote hain
Miss Habib
03-03-2012, 01:06 PM
Qateel Is Shehar Mein Akhir Kis Ko Kahain Apna
Kay Lakho Mominoo Mein Eik Bhi Kafir Nahi Milta
M A H i
03-15-2012, 07:11 PM
Apnii gali mein apnaa hi ghar dhhundhte hain log
“Amjad” ye kaun shaher ka naqshaa badal gaya?
Shaam
03-15-2012, 07:15 PM
دل کي بستي میں رونقيں ہیں مگر
چند اجڑے ہوئے گھروں جيسي
رخ پہ صحرا ہیں پياس کے محسن
دل میں لہريں سمندروں جيسي
Miss Habib
03-16-2012, 11:10 AM
Tu mujhse dooriyan barhane ka shoq poora kar Azeem
Meri bhi zid hai tujhe har dua mein mangoo ga
Dhani
03-16-2012, 11:15 AM
http://dl4.glitter-graphics.net/pub/2612/2612504r9436hu748.gif (http://www.glitter-graphics.com)
Dil to Mera Udaas Hai Nasir,
Sheher Kiyun Saen Saen Kerta Hai?
M A H i
03-16-2012, 09:48 PM
Kehnay ko us say mera koi waasta nahi
Amjad magar woh shakhs mujhay bhoolta nahi
Polar Bear
03-16-2012, 09:57 PM
Very nice thread ~ 1st time dekhi hey
Mujy sheer to nhi atay but appreciate kronga last poster ke sheer ko ,Its marvelous
M A H i
03-16-2012, 10:09 PM
Very nice thread ~ 1st time dekhi hey
Mujy sheer to nhi atay but appreciate kronga last poster ke sheer ko ,Its marvelous
Thanks for the Appreciation S.Q
please keep on visiting!
M A H i
03-16-2012, 10:11 PM
Umar be-sood kat rahi hay Faiz
Kaash afsha-e-raaz ho jaye
Very Nice Mahi
Chala hai aaj WAJID aik maqsad k ta'aqqub mein
Yun hi bay-kaar hi jis nay guzaari zindagi saari
Polar Bear
03-16-2012, 10:19 PM
Ahan very nice Owi ,, keep posting Owi n Mahi I,ll visit time to time .
Mera tamaam safar daairon mein hua AAMI
kaheen bhi jaaoon, mujhay lout aana perta hai !
M A H i
03-17-2012, 12:43 PM
Abhi kuch aur karishmay ghazal ke daikhtay hain
Faraz ab zara lehja badal ke daikhtay hain
Judaiyan tou muqqaddar hain phir bhee Jaan-e-Safar
Kuch aur duur zara saath chal ke daikhtay hain
Shaam
03-17-2012, 12:49 PM
"Momin"! main apne naalon ke sadqe ke, kahte hain
us ko bhii aaj neeNd nah aayi tamaam shab
M A H i
03-17-2012, 12:57 PM
"Taaro'n se ghire ho, phir bhi 'Qamar',
Tum afsurdaa hi rehte ho
phuulo'n ko tau dekho,
kaanto'n mein has has ke guzaaraa karte hain"
~Qamar Jalalvi~
Shaam
03-17-2012, 01:11 PM
تم بھی خفا ہو لوگ بھی برہم ہیں دوستو
اب ہو چلا یقیں کہ برے ہم ہیں* دوستو
سب کچھ سہی فراز پر اتنا ضرور ہے
دنیا میں ایسے لوگ بہت کم ہیں*دوستو
M A H i
03-17-2012, 10:24 PM
Itna masroof hoon jeene ki hawas mein ''Mohsin''
Sans lene ki bhi fursat nai hoti mujhko . . .
Elia john kuch nahi kerta
Sirf khushboo mein rung bherta hai
Zafina
03-18-2012, 10:52 PM
کوئی نام و نشاں پوچھے تو اے قاصد بتا دینا
تخلص داغ ہے اور عاشقوں کے دل میں رہتے ہیں
داغ دہلوی
M A H i
03-19-2012, 10:30 PM
Nishaan DAAGH sukhan-go ki qabr ka hai yehi
Bajaa-e-sabza zameen se zabaan nikalti hai
Bohat Aa'laa Mahi (Y)
Bari mushkil say is ko aaj tak bay-daagh rakha hai
Shikast EHSAAN hum kiun ker ghuroor-e-muflisi ker dein !
Miss Habib
03-20-2012, 11:42 AM
Ab mayoos kiyon ho us ki bewafai pe Faraz.
Tum khud hi to kehte the k wo sab se juda he
Sabz mosam hai yahaan such hai ager ye KHAWAR
Meri aankhon mein mera sheher sulagta kiun hai !
Miss Habib
03-27-2012, 12:31 PM
Mashhoor hain iss zamane mein rishwaton k silsilay Shakeel
Kyon na tum bhi kuch le de kar hum se mohabbat kar lo
M A H i
03-28-2012, 09:51 PM
Very Nice Miss
"Oonche mehlo'n ke usay khwaab sataate the 'Shoaib'
Meri kutiya mein kahaan uss ka guzaara hota?"
Shaam
03-29-2012, 11:35 AM
یہ اضطرابِ مسلسل عذاب ہے امجد
مرا نہیں تو کسی اور ہی کا ہو جائے
M A H i
03-29-2012, 01:10 PM
Wo teri bhi to pehli mohabbat na thee ''Qateel''
Phir kya hua agar koi harjaee ho gaya ?
Shaam
03-29-2012, 01:14 PM
aye jaan e faraz e mere her dukh ke maseeha
her zeher zamaney ka tere naam se utrey
M A H i
03-29-2012, 01:38 PM
Jaan-e-Mohsin Tu Bhi Tha Ziddi; Ana Mujh Mein Bhi Thi,
Dono KhudSar The Jhuka Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi...
Shaam
03-29-2012, 01:42 PM
کشتئی جاں ہے کہ ڈُوبے چلی جاتی ہے فراز
اور ابھی درد کا دریا نہیں طغیانی پر
M A H i
04-01-2012, 01:09 PM
''Rote ho ek Jazeera-e-jaan ko “FARAZ” TUM?
Dekho tou kitne Shehr samandar k ho gaeY ''
Danish hamein hayat ka arsa koi bataaye
Payda huway to mout ki tamheed ho gai !
Shaam
04-02-2012, 07:56 AM
ابھی کچھ دیر میں محسن، وہ پتھر ٹوٹ جائے گا
میں اس کی سرد مہری پہ، محبّت مار آیا ہوں
Miss Habib
04-02-2012, 11:44 AM
Wo aj tak nawazta hi ja raha hai apne Lutf-o-Karam se mujhe
Iqbal
Faqat itna hi kaha tha maine "Elahi" mujh pe reham karna
PRINCE SHAAN
04-02-2012, 01:43 PM
Hum Hain Wo Tooti Hui kashtiyon Waale “Mohsin”
Jo kinaaron ko Milaatay Hooye Mar Jaatay Hain.
Miss Habib
04-02-2012, 02:30 PM
Milna zarur un se bhi bare saleeqe k log hen Mohsin.
DIl ka bhi khoon karte hen bare ehtaram se.
Jisay EHSAAN umer-e-ishq ka haasil samhajta hoon
Wo meray ishq ki azmat say hai waaqif kahaan ab tak !
Danish jalaao jald aqeedon ki mashalein
Sooraj hai sir pay or ujaala hua nahi !
M A H i
04-03-2012, 06:20 PM
Aakhir-e-Shab ke Hamasafar 'Faiz' na jaane kya hue
Rah gai kis jagah Sabaa, Subha kidhar nikal gai?
Bazm bhi Danish hai un say noor, mujh say soz-o-saaz
Shamma un ko dekhti hai or perwaanah mujhay !
M A H i
04-03-2012, 06:33 PM
Silsila chirr gaya jab "Yaas" ke fasaanay ka
Shama gul ho gai, Dil bujh gaya Pervney ka
Jab ziker chirra tera, jab yaad teri aai
Ik shoula sa lapka hai, ik barq si lehraai
Aadaab-e-junoon say bhi waaqif nahi deewaanay
Danish meray gulshan mein bay-waqt bahaar aai !
M A H i
04-03-2012, 06:42 PM
'Faiyaz' ab aayaa hai junoon josh pe apana
Hansataa hai zamaanaa main guzarataa huun jidhar se
Faiyaz Hashmi
Jo toofaan mein nahi wo khaak jaanein
Hai tafreeq-e-khuda-o-naa-khuda kya
Qaza k naam pay hanstay ho Danish
Mu'amma ye samhaj mein aa gaya kya ?
M A H i
04-03-2012, 07:14 PM
Aao ik sajda karen aalam-e-mad'hoshi mein
Loog kehte hain ke ''Saagar'' ko Khuda yaad nahi
Shaam hotay hi siyah khaana-e-dil mein Danish
Anjum aatay hein, kabhi maah-e-tamaam aatay hein !
M A H i
04-03-2012, 07:27 PM
''Kaun ''Ayub'' pareshaan nahe taareeki mein?
Chaand flaak pe dil seene mein be-kal nikla ''
Hamein Ehsaan yun duniya nay jeenay ki ijaazat di
Diya jaisay jalay jungal mein koi shaam say pehlay !
M A H i
04-03-2012, 07:40 PM
Faraz jurm hai itni khood etimaadi bhi
K raat bhi thi andheri, Chiraagh bhi na liyaa
Meray junoon ka yehi Mashwarah hai a Danish
Hazaar talkh sahi munsifi ki baat karo !
M A H i
04-03-2012, 08:03 PM
Saud, jo tira haal hai, aisa to nahi Woh
Kia jaaniye tuu ne use kis aan mein dekha?
Miss Habib
04-04-2012, 01:47 PM
Roop Pathar Mizaaj Pathar Ka
Ugg Raha Hai Anaaj pathar Ka
Kaun Sheesha Gari Kare Akhtar
Sab K Sir Pe Hai Taj Pathar ka
Ehsaan Khuda Jaanay Kahaan Shaam-e-adaM Ho
Hasti Nay To Taa-subh-e-adaM Saath Diya Hai !
M A H i
04-08-2012, 06:49 PM
Adeem ye zabt k aadab kahaan sey sekhey ?
Tum to har rang mein lagtey thay bikharney waley
cute_sehar
04-08-2012, 06:58 PM
nice..
Ab hamaara ziker hona chaahiye Owi
Aakhir Laila mujnoo ki kahaani kab talak !
Noor ul huda
04-08-2012, 08:45 PM
Samjhay thay dosroo sy buhut mukhtalif tujhay
Kia maan lien k tu bhi hamara nahi raha
Tum Aitibaar uss kay liye kio Udaas ho
Ik shakhs jo kabhi bhi tumhara nahi raha
Miss Habib
04-09-2012, 12:39 PM
Na Fana Meri Na Baqa Meri Mujhy Ay Shakeel, Na Dhoondiye ~
Main Kissi Ka Husn E Khayal Hon Mera Kuch Wajood E Adam Nahin.
M A H i
04-09-2012, 07:30 PM
Nice One Miss ^
Qurbaan hoon jis ke husn pe sau Jannaten 'Qateel'
Nazaron ke saamane wo nazaaraa hai in dinon
Miss Habib
04-12-2012, 02:35 PM
Daava Kiya Tha Zabt-E-Mohabbat Ka Aey Jigar
Zaalim Ne Baat Baat Par Tadpa Diya Mujhay...!!!
Mila to kuch aur bhi taqseem kr gya mujh ko
samaitna thein jissy meri kirchiyan MUHSIN
M A H i
04-13-2012, 06:52 PM
''Mohsin'' yah mere Khaak-nasheenon se poochhiye
Woh saakinaan-e-hajlaa-e-pindaar kya hue?
Noor ul huda
04-13-2012, 07:08 PM
Un say Milnay ka Kia Sawal Adam
Woh sada mayry Pass hutay Hain
M A H i
04-14-2012, 07:29 PM
Ye hawaa 'Sagar' ye halkii chaandani,
Jii mein aataa hai yahein mar jaaien
Dunia main do hi log to baazauq hain Adam
Aik mai hua aur aik mera Raqeeb....
M A H i
04-15-2012, 02:34 PM
'Adam' Khuluus ke band'on mein ek Khaami hai
Sitam zariif barhe jaldbaaz hote hain!!!
Bss yehi adat Us ki mujhy achi lgti hai Mohsin...
udaas kr ky mujy khud bhi Wo khush nhi rehta
Noor ul huda
04-15-2012, 03:48 PM
Kaa'ba kis moo say jaoogay Ghalib
Sharam tum ko Magar nahi aati
Wo smajta hai k hr shakhs bdal jata hai Mohsin
Usy lagta hai k Zamana Us kay jaisa hai...
M A H i
04-15-2012, 06:06 PM
Iqra Superb ^
:thumbsup:
Suno Kavi '' Tauseef '' Tabassum,
is dukh se kya paao gey
Sappney likhtay likhtay aakhir,
Khud sapna ho jaao gey
Miss Habib
04-16-2012, 12:33 PM
Bekaif sahi, Be-rang sahi ik lehar to ab bhi ati hai
Dil lakh shikasta ho Mohsin
Yadon ko bhulana mushkil hai
M A H i
04-16-2012, 02:22 PM
Ab na woh daur-e-sharab baqi hai
na daur-e-shabab baqi hain
Saari lazzatain khatam ho gayeen '' Amjad '',
ab in lazzatoon ka azaab baqi hain
Miss Habib
04-16-2012, 02:28 PM
Phir se ankhoon main khawab Inshaa Ji,
Ijtenaab, Ijtenaab, Ijtenaab Inshaa Ji…!!!
M A H i
04-16-2012, 02:36 PM
Nice one Miss ^
kal raat bahut guur kiyaa hai so ham ai "Jaun"
tay kar ke uThe hain ke tamannaa na karenge
(Jaun Eliya)
Miss Habib
04-16-2012, 02:38 PM
Kyon uljhta rehta hai tu logo se Faraz
Ye zaroori to nahi wo chehra sabhi ko pyara lage
Jo Shakhs Khud Mein Jamaal-o-kamaaL Rakha Ho
To Us Pay Farz Hai Kaami K Wo Karay Jaadoo !
M A H i
04-23-2012, 03:15 PM
Khili hai dil mein kisi ke badan ki dhuup "Shakeb"
Har ek phooll suneharaa dikhaai detaa hai
(Shakeb Jalali)
Miss Habib
04-26-2012, 02:31 PM
Hum ne khud mein tum ko piroya hai ik tasbeeh ki tarah
Mohsin
Yaad rakhna agar hum toote to bikhar tum bhi jao gai
M A H i
04-27-2012, 07:41 PM
Bazm mein un ke sabhi kuch hai magar "Daag" nahi
Mujh ko wo Khana-Kharaab aaj bahut yaad aaya
Miss Habib
04-28-2012, 02:35 PM
hum se zindagi ki haqeeqat na pooch Wasi
bohat pur khullus log thai jo tanha kar gaye
Dunia main 2 log hi to baazauQ hain ADAM
Aik Mai hua aur aik mera RaQeeb
M A H i
04-29-2012, 06:53 PM
''Hosh'' karte na agar zabt-e-fughaan, kya karte
Pursish-e-Gham ka saliiqa bhi to yaar'on mein na tha
Miss Habib
04-30-2012, 11:51 AM
Main aik khilona hon aur wo os bache ki manind hai Mohsin
Jise pyar to hai mujh se magar khelne ki had tak
M A H i
04-30-2012, 01:27 PM
Jaanta hoon ek aese shakhs ko main bhi ''Muneer''
Gham se pathar ho geya lekin kabhi roya nahe
Teray Rokay, Rukay Mout Shaayad ShihaaB
Werna Tujh Mein Kahaan Hosla Zindagi !
M A H i
04-30-2012, 06:44 PM
Mujh ko to Gham ne fursat-e-Gham bhi na di "Firaaq"
De fursat-e-hayaat na jaise Gam-e-hayaat
Tishnagi Apni Bujhaanay Ko Kahaan Jaaoon ShihaaB
Kisi Deriya Pay Gaya Bhi To Wo Piyaasa Nikla !
M A H i
04-30-2012, 06:59 PM
Paas aa ke hat jaaye jo nadi ''Jameel'' us se
Woh saraab acha hai jo door se bulaata hai
Ye Sochta Hoon ShihaaB Jaaoon To Kahaan Jaaoon
Sukoon Din Mein Mayassar Hai Or Na Raat Mein Hai !
M A H i
04-30-2012, 07:20 PM
Raahon mein 'Hosh' sang barasate hain har taraf
Leykar ye kaarvaan-e-tamannaa kidhar chale?
Phir Ragon Mein Hua Bay-daaR Lahoo
Phir Lab-e-jaaN Ko Main Terr Kernay Laga
Aan Uftaad Pari Hai ShihaaB
Beej Ko Jab Say Shajer Kernay Laga !
M A H i
04-30-2012, 07:28 PM
Na koi gham khizaan ka hai, Na Khwaahish hai bahaaro'n ki
Hamaare saath hai Amjad kisii ki yaad ka mausam
M A H i
05-01-2012, 08:13 PM
اُسے گنوا کر پھر اس کو پانے کا شوق دل میں تو یوں ہے محسن
کہ جیسے پانی پہ دائرہ سا، کوئی بنائے تو کچھ نہ پائے
M A H i
05-01-2012, 08:20 PM
Zamaanaa dekh chukaa hai parukh chukaa hai ussay
"Qateel'' jaa'n se jaaye par iltijaa na karay
Shaam
05-01-2012, 08:24 PM
hmmm
baada phir baada hai mei zeher bhi pee jaoon Qateel
shart yah hai koi banhon me samhaalei mujh ko
*~FaLaK~*
05-01-2012, 11:44 PM
Huun jaan balab butaan e sitamagar ke haath se
Kyaa sab jahaan main jiite hain "Momin" isii tarah
Miss Habib
05-02-2012, 02:33 PM
Guftagoo Keejeay Keh Yeh Fitrat-e-Insaan Hai ~Shakaib
Jaalay Lag Jatay Hain Jab Band Makann Hotay Hain.
M A H i
05-02-2012, 07:31 PM
Welcome here Falak
Woh to dhokaa hai raah kaa ''Abid''
Tum jise naqsh-e-paa samajhte ho
Shaolin
05-02-2012, 07:41 PM
hain aur bhe dinia main sukhan war bauhat achay
kahtay hain kay GHALIB ka hai andaaz-e-bayan aur
Bandagi Humny chor di hai Faraz
kia karen log jab Khuda ho jaen
Miss Habib
05-03-2012, 10:37 AM
Bakhsha hai us ko husan hamari nigah ne Mohsin
Hum hi le kar aye hain usse Hadd-e-Gharoor tak
*~FaLaK~*
05-04-2012, 12:37 AM
Yun dekhtay rehna usy acha nahin Mohsin...
Wo kanch ka paikar hai tou pathar teri Ankahin...
Shaolin
05-04-2012, 12:55 AM
Bay parda nazar aaien kal jo chand bibian
AKBAR zameen main gharat-e-quomi say garh gaya
pucha kay manay aap ka parda wo kia hua
kahnay lageen kay aqal pay mardon ki par gaya
Hota nahi hai khatm QateeL Aas ka safar
Paon katy huay hain magar chal rahy hain Log
Miss Habib
05-05-2012, 12:54 PM
Zara Roth jany pe itni khushamad
Wasi Tum Bigaro gy Adat kisi ki,,,,,,,
Hoga kisi dewaar k saaye mai para MUNIR
Kia kaam Muhabbat sy is aaram talab ka
M A H i
05-05-2012, 02:52 PM
"Mujh se karte hain ''Qateel'' is liye kuch log Hasad
kiu k mere shai'r hain maqbooll Haseenao'n mein!”
Zafar is bhair mi gum hi na jaon kahen Main
Jidhar sary k sary hain,udhr hony sy dar lagta hai
M A H i
05-05-2012, 07:15 PM
Wohi Wehshat, Wohi Hairat, Wohi Tanhai Hai Mohsin
Teri Aankhien Mery Khuwabon Se Kitni Milti Julti Hain …
Hamaaray Ghar Ki Deewaaron Pay Nasir
Udaasi Baal Kholay So Rahi Hai !
PRINCE SHAAN
05-06-2012, 01:52 AM
نہ پوچھ انا کی بغاوتیں محسن
در قبول سے بچ کر دعا گزرتی ہے
M A H i
05-06-2012, 02:32 PM
Ishq ik, Meer, bhaaree pat'ther hai
Kab yeh tujh naa'tawaan sey uth'taa hai!
Miss Habib
05-07-2012, 12:29 PM
Kisi soorat bhi ab ye ask tham sakte nhi Wasiq.
Meri ankhon k sagar ko mohabbat ho gai tum se
M A H i
05-07-2012, 12:44 PM
"kahaan hai Khatm abhi daastaan “ Bismil ” ki
bahut si baat tau kehne ko reh gayii, aye dost!
Bismil Azeemabadi
Miss Habib
05-07-2012, 12:49 PM
Lab Pe Aaye Jo Qateel Ism-e-Garami Unka
Chandni Si Meri Ankhon Main Utar Aati Hai
PRINCE SHAAN
05-07-2012, 12:51 PM
Wasi yakeen hai mujh ko wo laut aye ga
Usay bhi apne kiye ka malaal hona hai
Miss Habib
05-07-2012, 12:55 PM
Jo hamsafar sar-e-manzil bichar raha hai Faraz
Ajab nahi k yaad bhi na ayoon ussay
M A H i
05-07-2012, 12:58 PM
Takhallus thora Highlight tu kerdo : (
Ghalib wazeefah khwaar ho do shaah ko dua
wo din gaye ki kahte the naukar nahi hoon main
Miss Habib
05-07-2012, 01:04 PM
acha g
Mohsin’ main us se keh na saka yun bhi haal-e dil………………….
Dar-pesh aik taaza museebat usay bhi thee
M A H i
05-07-2012, 02:16 PM
hmm thnx ^
Us ne hansi hansi mein mohabbat ki baat ki
maine ''Adeem'' us ko mukarne nahi diya
Bas Ab To Shouq Hi Urnay Ka Reh Gaya ShihaaB
Zara Si Jaan Bhi Tootay Huway Paron Mein Nahi !
M A H i
05-07-2012, 06:38 PM
"Tu hazaar u'zr kare magar,
Humein shak hai aur hi kuchh, 'Jigar'
Tere izteraab-e-nigaah se,
Tere ehtiyaat-e-kalaam se"
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
05-07-2012, 06:39 PM
My Neqw SHair In Here
Phool Ko Khusbhoo Se Juda kase Karoo
Hoti nhi muhabut se Paarsaaii juda to kase karooooooooooo
My Neqw SHair In Here
Phool Ko Khusbhoo Se Juda kase Karoo
Hoti nhi muhabut se Paarsaaii juda to kase karooooooooooo
G.T Is Mein TAKHALLUS Kahaan Hai ? ? ?
For GOD Sake Thread Per Reply Kernay Say Pehlay Us K Rules Dekh Liya Keejiye
Shukriya !o
M A H i
05-07-2012, 07:15 PM
Thanks for the Mention Owi ^
G.T Kindly please read the thread rules first.. Thanks : )
Pahle to Daagh ki ta'reef hu'aa kartii thi
Ab Khudaa jaane woh kiu us ko buraa kahte haiN"
Ajab Si Teergi Pheli Hui Hai Chaar-Soo ShihaaB
Dikhaai Kuch Nahi Dayta Mager Hein Kaan Aahat Per !
M A H i
05-07-2012, 07:24 PM
Kisi din jaayenge Sarwar se mil ne
Agar taufeeq dee ham ko Khuda ne
Hum Ko Mazboot Hi Laga ShihaaB
Jab Bhi Dil Ka Muqadmaa Dekha !
M A H i
05-07-2012, 07:31 PM
Bedaad-e `ishq se nahi dartaa magar :Asad:
Jis dil pe naaz thaa mujhe woh dil nahi rahaa"
Tera ShihaaB Sukoon-e-diL Ki Khaatir
Junoon Ka Raasta Apna Raha Hai !
M A H i
05-08-2012, 02:18 PM
Hisaar-e-shauq uthaanaa 'Zafar' zaroor magar
Ksii taraf se nikalane ka raasta rakhanaa
Miss Habib
05-08-2012, 02:23 PM
Faseeh iss se mohabbat hai to phir shikwa gilla kaisa
Saja kar apne seenay mein sabhi sadmat rakh lena
M A H i
05-08-2012, 06:22 PM
Dil Sulagta hai tere sard rawaiyye se Qateel,
Dekh is barf ne kya aaag laga rakhhi hai..!
Fun K Kuch Or Bhi Hotay Hein Taqaazay MOHSIN
Her Sukhan-Go To Sukhanwer Nahi Honay Paata !
Miss Habib
05-09-2012, 10:41 AM
Ik ankh hai sehra to ik ankh sumandar hai
Kia janiye iss dil mein kis kis ko samana hai
kehne ko bohat kuch hai aey "Saad" magar hum ne
Ik wada nibhana hai ik dard chupana hai
PRINCE SHAAN
05-09-2012, 01:45 PM
Dost Sab Qateel Apnay Tul Gaye Raqaabat Per
Mein Ne Koi Dil Ki Baat Jub Unhain Suna Di Hai
Shaolin
05-09-2012, 05:23 PM
Ham ko maluum hai jannat ki haqiqat lakin
dil kay khush rakhnay ko Ghalib ya khayal acha hai
Miss Habib
05-10-2012, 12:39 PM
sheesha garri ke hunar mein Waheed
Buht muhtaat rehnaa pertaa hai
K ek zara si ghair mutwazin chot se
aynaa dil toot bhi sakta hai
Shaolin
05-10-2012, 05:06 PM
Huaa Hai Wo Agar Munsif Tou Amjad IhtiyataN Ham
Sazaa Tasleem Karte Hain Kisi Ilzam Se Pahle
Tabibon say kia pochon ilaaj e Dard e dil Mohsin
Maraz jub zindagi khud ho tu dawa kaisi,Dua kaisi
Shaolin
05-10-2012, 08:11 PM
Na jago raat bhar ‘MOHSIN’ meri mano to soo jao
Ye ‘Khawabidah Nazr’ phir kal kisi ko maar Daly ge
Unki wo janain Unhain paas e Wafa tha k na tha
Tum Faraz apni taraf sy to nibhaty jaty...
M A H i
05-11-2012, 08:32 AM
'' Main jo hoon ''Jaun Eliya'' hoon janaab!
Is ka be-had lihaaz kijiye ga
Miss Habib
05-11-2012, 09:40 AM
Mujhe samjhao mat Mohsin k ab tu ho chuki Hum ko
Mohabbat Mashwara hoti tu Tum se poch kr karte .. !!
M A H i
05-11-2012, 06:51 PM
WAH!
Munkir hai wohi ab meri pehchan ka "Mohsin"
aksar mujhay khat khoon se likhta tha jo ik shakhs
Miss Habib
05-12-2012, 11:08 AM
Utha Kar Tor Daala Aaina Husn-e-Raqabat se …..
Faraz….
Woh kal is par bigr bethey k Hum sa Doosra Q hai
Wo Jo Mohsin Hai Mohabbat Pay Yaqeen Rakhta Hai
Us Nay Baazi Ye Sir-e-shouQ Hi Haari Hogi !
M A H i
05-13-2012, 12:03 PM
Very Nice
Shaam dhaltay Hi kisi Gosha-e-veraani main MOHSIN
Hum prindon ki trah jaal me aa jatay Hain...!!!
PRINCE SHAAN
05-13-2012, 01:21 PM
mein ke sehra e mohabbat ka musafir tha FARAZ
aik jhonka tha ke khushbu ke safar par nikla
M A H i
05-13-2012, 11:17 PM
Chund masoom se patton ka lahoo hay Faakhir
Jis ko mehboob k hathon ki hinna kehtay hain...!!!!
Miss Habib
05-17-2012, 11:17 AM
Adat hi bana li hai tum ne tu Munir apni
Jis shehar mein bhi rehna uktaaye huwe rehna
M A H i
05-19-2012, 01:43 PM
Dard e Dil Ko Zubaan Do Mazhar
Warna Kia Shairy Main Rakha Hai?
Mazhar Qaseem Mazhar
Miss Habib
05-19-2012, 01:48 PM
Pairr Ko Deemak Lag Jaye Ya Aadam'zaad Ko Gham
Dono He Ko Hum Nay Amjad Bachtay Dekha Kam
M A H i
05-19-2012, 01:53 PM
Jamaal Us Ne To Thani Thi Umr Bhar Ke Liye
Ye Chaar Roz Main Kia Haal Ho Gaya Us Ka
Jamaal Ahsani
Miss Habib
05-19-2012, 01:57 PM
Jo bhi bichre hen kab mile hen Faraz
Phir bhi tu intazar kar
.
.
.
.
.
.
.
shayad
M A H i
05-19-2012, 02:12 PM
Hai Numayaan Tere Jazbay Ki Sadaqat Mohsin
Aik Hi Shakhs Ka Barson Tujhe Pagal Rakhna!!!
Miss Habib
05-21-2012, 11:48 AM
Kon kehta hai nafrton main dard hai
~FARAZ~
kuch mohabtain bhi bari aziat nak hoti hain
M A H i
06-03-2012, 03:14 PM
nice one Miss,
Jisake dam se tere din-raat daraKhshaan the "Qateel"
Kaise ab us ke binaa waqt guzaaraa jaaye?
PRINCE SHAAN
06-04-2012, 01:30 PM
Ye jo har morr pe aa milti hai mujhse farhat,
Badnaseebi bhi kahin meri deewani to nahin
M A H i
06-04-2012, 06:20 PM
Good one Prince Shaan,
Ghum-e-hustee ka, Asad, kiss sey ho, juzz murg, ilaaj?
Shamaa hur rung mein jultee hai saher honey tuk!
Ghalib
Dil To Mera Udaas Hai NASIR
Sheher Kiun Saayein Saayein Kerta Hai !
Miss Habib
06-06-2012, 11:36 AM
Ek Qohraam Mcha Hai Mehfil e Ishaaq Men Qateel
Har Shaks Chahta Hai Ishq Mujhse Qatal Ho
M A H i
06-06-2012, 03:01 PM
Nice one Miss,
Woh qeher dosti ka para hai k in dino
Jo muskura k baat kare aashna lage
Tarq-e-wafa k baad yeh uski ada Qateel
Mujhko sataye koi to usko bura lage
Miss Habib
06-07-2012, 11:57 AM
Fana na kr apni zindagi ko raah-e-janoon me Iqbal
Kab kray ga ibaadat jab gunaah krne ki taaqat na ho gi
PRINCE SHAAN
06-07-2012, 01:00 PM
Is Aakhiri Nazar Mein Ajab Dard Tha ‘Munir’
Jaanay Ka Uske Ranj Mujhe Umr Bhar Raha
M A H i
06-07-2012, 07:42 PM
Us ne jab jab bhi mujhe dil se pukara 'Mohsin'
Main ne tab tab ye bataya ke tumhara 'Mohsin'
Noor ul huda
06-07-2012, 07:52 PM
Luvly mahi :)
Woh dekhtey Rahy mayra Zaboo'n haal Adam
Aur may unky dekhne ki ada dekhta Raha
M A H i
06-08-2012, 03:01 PM
Thanks Noor
u also shared nice one : )
" Pahle to Daagh ki ta'reef hu'a karti thi
Ab Khudaa jaane woh kyu us ko buraa kahte hain"
M A H i
06-09-2012, 02:39 PM
Agar hai maqtal-e-jaanan ka rukh tuo aye Mohsin
Zara thaher keh teray saath main bhi chalta hun
Zafina
06-09-2012, 03:32 PM
یاد کرکے اور بھی تکلیف ہوتی تھی عدیم
بھول جانے کے سوا اب کوئی بھی چارہ نہ تھا
beyond_vision
06-10-2012, 04:22 AM
نہ اپنا آپ ہے باقی نہ سعدؔ, یہ دنیا
یہ آگہی کا سفر تو مجھے عذاب ہوا
M A H i
06-10-2012, 11:48 AM
Da'awaa kiya thaa zabt-e-muhabbat ka, ai Jigar
Zalim ne baat baat par tarpaa diya mujhe
Kiran Muzammil
06-10-2012, 06:05 PM
Ha.Nsii Khushii Se bichhar Jaa agar BichhaDnaa hai
Ye Har Maqaam Pe Kyaa Sochtaa Hai aaKhir tu,?
‘Faraz’ Tune Use Mushkilon Mein Daal Diyaa
Zamaanaa Saahib-e-Zar aur Sirf Shaayar tu..
beyond_vision
06-11-2012, 07:44 AM
Wo Tujh Ko Bhooley Hainn to Tujh pe b Laazim he MEER
Khaak Daal, Aag laga, Naam Na Le, Yaad Na Kar !
M A H i
06-11-2012, 12:46 PM
insha! ab inhi ajnabion mai chain se baki umar katy
jin k khatir basti chori naam na le un piyaaron ka..!!! : )
beyond_vision
06-12-2012, 07:16 AM
Us Shak's Se Fakat itna sa Taluk hay FARAZ
Woh Paresha'n ho to hamain Neend Nahi Aati!!
M A H i
06-12-2012, 07:03 PM
Kabhi Na Socha Tha Humne "Qateel" Us K Liye,
Karay Ga Hum Pe Sitam Woh B Har Kisi Ki Tarhan !!
Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.