!«╬Ĵamil Malik╬«!
01-12-2012, 01:04 PM
Us ne phir mera haal pocha ha,
Kitna mushkil sawal pocha ha…
Hichkion ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal taal pocha ha…
Tum mujhe chor to na jaoo ge?
Wastay daal daal pocha ha…
Ansouon ki zubaan main us ne,
Jitna pocha kamaal pocha ha…
Kia kabi mill sakain ge hum donon?
Mujh se mera khyial pocha ha…
Din guzarta ha kis tarha mera,
Kaisy guzry ga saal poocha ha………..?????
Kitna mushkil sawal pocha ha…
Hichkion ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal taal pocha ha…
Tum mujhe chor to na jaoo ge?
Wastay daal daal pocha ha…
Ansouon ki zubaan main us ne,
Jitna pocha kamaal pocha ha…
Kia kabi mill sakain ge hum donon?
Mujh se mera khyial pocha ha…
Din guzarta ha kis tarha mera,
Kaisy guzry ga saal poocha ha………..?????