!«╬Ĵamil Malik╬«!
01-12-2012, 12:57 PM
Daman-e-zabt ko taqdeer bhigoti q hay.
Raat aa kar mairi dehleez pay soti q hay?
Zindagi khud b tu qaidi hay ajal ki yaro.
Khawab phir aankh k taaron main paroti q hay?
Tum nahin ho tu batao na zara yaad tairi.
Khushboen mairay takhayal main samoti q hay?
Mairay malik main mohbt ka nahin hon qail.
Tairi duniya mairay afqaar pay roti q hay?
Main jisay sans k taaron main paro na paon.
Gar nahin maira muqadar tu wo moti q hay?
Tairay bigray hoay halaat ki tameer hon main.
Mujh say phir door bhot door tu hoti q hay?
Mujh ko manzor ye duniya mujhy mati kar day.
Par ye duniya maira qirdaar daboti q hay?
Shoq apany ki saza pa k laho roti hay.
Aankh phir ashk kalejay main chabhoti q hay?
Aao dehleez-e-mohbt say ye pochen”K”.
Zhen banjar pay ye alfaaz ko boti q hay.