m.asghar mirpuri
01-03-2012, 04:19 AM
Meri baaton ka malaal na kar
iss tarah apna bura hal na kar
agar mujh se pyar nahien raha
phir meri simat khyal na kar
hal ko apne khyal mein rakh
guzre kal ka malaal na kar
khuddari ka too daman na chodh
muflasi mein kisi se sawal na kar
iss tarah apna bura hal na kar
agar mujh se pyar nahien raha
phir meri simat khyal na kar
hal ko apne khyal mein rakh
guzre kal ka malaal na kar
khuddari ka too daman na chodh
muflasi mein kisi se sawal na kar