Miss Habib
12-30-2011, 10:30 AM
Urooj per hai tumhara mosam.
Khizaan mein tum ko khreed lein ge .
bano ge hum se rehm k taalib.
Na tum ko muhlat mazeed dein ge.
Ada k kisay huay puranay.
Jafa ka mosam khatm he samjho.
Kren ge tum se hisaab Jaanaan.
Na tum ko muhlat mazeed dein ge.
Wafa k laalach mein hum ne jaanaan.
Khoon apna jala dia ha.
Fraib o masti k badlay tumko.
Saza b sun lo shadeed dein ge.
Urooj per hai tumhara mosam.
Khizaan mein tum ko khreed lein ge.
Khizaan mein tum ko khreed lein ge .
bano ge hum se rehm k taalib.
Na tum ko muhlat mazeed dein ge.
Ada k kisay huay puranay.
Jafa ka mosam khatm he samjho.
Kren ge tum se hisaab Jaanaan.
Na tum ko muhlat mazeed dein ge.
Wafa k laalach mein hum ne jaanaan.
Khoon apna jala dia ha.
Fraib o masti k badlay tumko.
Saza b sun lo shadeed dein ge.
Urooj per hai tumhara mosam.
Khizaan mein tum ko khreed lein ge.