ROSE
12-29-2011, 03:48 PM
apni yaadein apni baate lekar jana bhul gaye,,
jane wale jaldi mai milkar jana bhul gaye,,
mur-mur kar dekha tha jaate raste mai usne,,
jese use kuch kehna tha jo wo kehna bhul gaye,,
waqt-e-rukhsat ponch raha tha mere aansu apne aanchal se..
usko gham tha itna k wo khud bhi rona bhul gaye.!!