!«╬Ĵamil Malik╬«!
02-14-2009, 08:37 AM
Hamare un ke marasam ki baat mat poocho
Ye silsila to kaheen door jan se milta hai
Hai apne muqaddar ki baat kya kahye
Hamare zakhm ko marham kahan se milta hai
Hamare pyar ke qisse gali gali bikhre
Ye martaba bare sood o ziyan se milta hai
Sitaron jaisi ye ankhain ye chand sa chehra
Tumhara silsila kuch asman se milta hai
Hamara zikar kitabon may dhoondane walo
Hamara zikar to sare jahan se milta hai