!«╬Ĵamil Malik╬«!
02-14-2009, 08:33 AM
Kuch na kuch to zaroor hona hai
Samna aj un se hona hai
Toro phainko rakkho karo kuch bhi
Dil hamara hai kya khilona hai
Zindgi aur mot ka matlab
Tum ko pana hai tum ko khona hai
Itana darna bhi kya hai dunya se
Jo bhi hona hai wo to hona hai
Uth ke mahfil se mat chale jana
Tum se roshan ye kona kona hai
Samna aj un se hona hai
Toro phainko rakkho karo kuch bhi
Dil hamara hai kya khilona hai
Zindgi aur mot ka matlab
Tum ko pana hai tum ko khona hai
Itana darna bhi kya hai dunya se
Jo bhi hona hai wo to hona hai
Uth ke mahfil se mat chale jana
Tum se roshan ye kona kona hai