ROSE
12-08-2011, 03:08 PM
Kahan ye bas mein tha k khud ko hosla dety?
yehi bohat tha k hr gham pe muskura dety...
Hawa ki dor jo ulajhti ungliyon se kabhi!
Hm aasman pr tera naam tk sajaa dety...
Hmare dil mein jo hoti zakhm-e-dil ki jhalak!
Hm aaeney ko b apni tarhan rula dety...
Hmen b jo roshaniyon pr dastaras hoti!
Kbhi chiragh jalaty'kabhi bhuja dety...
Hmare paaun hwa ki zad mein hein warna!
Guzarti umar ko ruk ruk k hm sada dety...
Ab is yaad se uska badan tarashty hein'
Wo khawab b to na tha k hm bhula dety...
Usi k wasty "MOHSIN" kahi ha taza ghazal'
Hm uski saalgirah pr ab or kya dety..?