Credible KiRan
12-05-2011, 01:47 PM
Bive ne shohar ko call ki.
Bivi:
Kahan hain aap?
Shohar:
Jaan,Tumhai Jeweler ki wo Gold shop yaad hai..............
Jahan tumhai Diamond ka aik set passand aaya tha?..............
Aur mere pass itnay paisay nahi thay k mai wo le sakoon..................................
Aur mai ne kaha tha Darling, mai aik din tumharay liye ye set kharidoon ga.............................
Bivi khush hotay huway:
Haan Haan mujhay aachi tarha yaad hai.
Shohar:
Mai us k saath wali dukaan mai Dahi Bhallay kha raha hoon