umair8005
02-12-2009, 06:23 PM
Us nay kaha tum me pehle si baat nahi!
Mainay kaha zindagi mein tera sath nahi,
Us nay kaha ab bhi kisi ki ankhon mein doob jatay ho?
Mainay kaha kisi ki ankh mein wo gehrae baat nhi,
Us nay kaha kyoun itna toot kar chaha mujhe?
Mainay kaha insan hon pathar to nahi,
Us nay kaha kya mein bewafa hon?
Mainay kaha mujhe ab wafa ki talash hi nahi,
Us nay kaha bhool jao mujh ko?
Mainay kaha tum Haqikat ho koi khuwab to nahi...