momal ali
02-11-2009, 06:44 PM
beynaam sa ye dard thehar q nahi jataa....
jo beet gaya woh guzar q nahi jata....
subh kuch tu hey , keya dhondti rehti hein nigaahein..
keya baat hey ,, mein waqt pey ghar q nahi jataa...
woh ek he chahra tu nahi sary jahan mein...
jo door hey woh dil sey utar q nahi jata....
main apni he uljhi hoi raahon ka tamasha..
jatein hey jidhar subh,mein udhar q nahi jata..
woh nam jo najany kubh sey,na chahra na badan hey..
woh khuwab ager hey tu bikhar q nahi jata.....