Sunehra Assman
11-20-2011, 12:07 AM
aaj dil phir buht udaas hai
aankho se jaati hi nahi pyaas hai
jane dill ko chain kab aae ga
raas is dill ko kon sa rang aae ga
ham tu thak b gae chalte chalte
manzil apni ka nishaan han dondhte phirte
ab bas b karo meri udasiyu kyn staati ho
staae hoe han buht aur kyn rolati ho
jane kon sa raagh ye zindagi gaae jati hai
lamha lamha dukh hamare saath sanjoe jati hai
kabi, udaas rato se bahir b nikal paaen ge
sukh ke wo pal kab, hamare paas aaen ge