Miss Habib
11-19-2011, 10:12 PM
Hamara dil sawere ka sunahera jaam ho jaye
Chiraghon ki tarah ankhein jalen jab shaam ho jaye
Main khud bhi ehtiyatan us gali se kam guzarta hun
Koi masoom kyon mere liye badnaam ho jaye
Sumanda k safar mein is tarah awaaz do hum ko
Hawayein taiz ho or kashtion mein shaam ho jaye