Miss Habib
11-09-2011, 09:14 PM
Bachpan to sabka pyara hota hai. Mera bachpan bhi bohat acha tha.Meri Maa thi Baap tha, Main bachpan se hi bohat haseen thi, jo bhi dekhta meri tarif karta. Jab jawan hui to na jany kyon mujhe doosre shehar bhej dia gaya or shehar kia ye to ik bazar tha jo ata meri tarif karta, mujhe hath lagata, or chala jata, phir najane mein kitne logon k haathon farokhat hui, ab phir ik bazar mein ho jahan har koi ata hai mere husn ki tarif karta hai, mere badan ko choota hai or agay barh jata hai, na jane mujhe kab mera haqiqi kharidar milega or main uski ho jaongi
Aj raat dikhyie
.
.
.
.
Ik (Cow) ka khasusi interview
Cameranman ...... Pappu k sath
Bakar Mandi Lahore:0023:
Aj raat dikhyie
.
.
.
.
Ik (Cow) ka khasusi interview
Cameranman ...... Pappu k sath
Bakar Mandi Lahore:0023: