Miss Habib
11-09-2011, 08:44 PM
Suna hai chand niklay ga
Suna hai Eid bhi ho gi
Humein to aasman pe door tak
Kuch bhi nahi dikhta
Kahan wo chand niklay ga
K jis k wastay hum ne
Kabhi palkein nahi jhapki
Wo jis ka raasta taktay
Guzri hai zindagi apni
Nahi kuch bhi khabar k wo
Niklay ga to kab akhiiir ?
Suna hai Eid bhi ho gi
Humein to aasman pe door tak
Kuch bhi nahi dikhta
Kahan wo chand niklay ga
K jis k wastay hum ne
Kabhi palkein nahi jhapki
Wo jis ka raasta taktay
Guzri hai zindagi apni
Nahi kuch bhi khabar k wo
Niklay ga to kab akhiiir ?