life
11-06-2011, 06:54 PM
jaaNa!
Yeh to tumhaiN pata hi Ho Ga
key JaneY waLoN ka Afsoos kar sakte Hai....
MarneY waLoN pey Ro SakteY hai
magar unkey LautneY ka intazaar nahe KarteY......
Marney WaaLey kaBhi wapis nahe AateY.....
Unko awaaz nahe dateY......
Un main diL nahe DharakteY.....
Ehsaas nahe hota....
Jazbaat nahe Hotay...
Jo mar jaayeiN LauTa nahe KarteY....
Tum bhi mera rasta Na TaKnA....
Mera intazaar na Karna.....
Jo Tumhari MuhaBBat Key LiyE marta tha.....
Usay Tumhari muhaBBat nay Hi maar DaLa.....
aur JaaNa......
MarneY WaLeY KaBhi LauTA Nahe KarteY........!