ROSE
11-04-2011, 07:18 PM
Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
Ak Lamha Teray Bina Basar Kar Nahi Saktay
Wo Aakhri Lamho Main Mujhay Maang Raha Hay
Ye Waqt Hai Esa Keh Guzar Kar Nahi Saktay
Khud Haath Say Apnay Usay Khona Hi Paray Ga
Ye Zabt Bhi Karna Hay Mager Kar Nahi Saktay
Yoon Apni Nigahon Ko Chora Lytay Hain Tujh Say
Keh DIL Kay Iradon Ki Khabar Kar Nahi Saktay
Tum Khowab Jalatay Rahay Ham Aaj Tak Chup Thay
Ab DIL Kay Yon Jalanay Per Sabar Kar Nahi Saktay
Ye Aankh Andhero Main Hai Pyaas Ka Sehra
Is Noor Kay Darya Per Nazar Kar Nahi Saktay
Har Chand Kay Meri Aankh Main Aanso Hain Laraztay
Jaltay Howay Shoulay Is Per Aser Kar Nahi Saktay
Jab Chahay Baandh Lay Gaye Tumhay Apni Nazar Say
Ham Is Liye KHUDA Say Khafa Ho Nahi Saktay