ROSE
11-01-2011, 12:09 PM
Main Apna Aaj Apna Kal Tumharay Naam Karta Hoon
Main Is Jeewan Ka Har Ak Pal Tumharay Naam Karta Hoon
Mera Guzra Howa Kal Tu Meray Mazi Ka Hissa Hai

Khezaeen , Sardiyaan, Garmi , Bahaarain, Barishain , Jara
Main Har Mousam Ka Har Har Pal Tumharay Naam Karta Hoon
Tumharay Dukh, Udaasi , Ghum, Sabhi Ranj o Alam Lay Kar
Main Yah Khushyoon Bhari Chagal Tumharay Naam Karta Hoon
Seetaray Aasmaan Kay Sab Tumhari Maang Main Bhar Kar
Shab -e- Taira Ka Sab Kajal Tumharay Naam Karta Hoon
Tumharay Bin Yah Har Ak Pal Mujhay Bay Chain Rakhta Hai
Main Apna Dil Jo Hai Bay Kal Tumharay Naam Karta Hoon
Barasta Bheegta Mousam Hai Kamzori Meri Lakin
Main Yah Sawan , Ghata , Badal Tumharay Naam Karta Hoon