Razii
10-26-2011, 11:09 PM
Anmol thay Yousaf ki tarah ghar se chalay thay
Hum shehar kay bazaar main bay-daam bikay hain
Jis daur ki taqdees ka purchaar hai Tabish
Us daur main har gaam pe gulfaam bikay hain
(Tabish Kamal)