M A H i
10-26-2011, 09:39 PM
Is Eid pe laut ke aa jana
Kuch yadain taza krni hain
Kuch lamhy morh k lany hain
Kuch taary torr k lany hain
Wo masti or wo madhoshi Wo bachpan
Kuch Umr Ki Pehli Manzil Thi
Kuch Rastay Thy Anjaan Bohat
Kuch Hum Bhi Pagal Thy Lekin
Kuch Wo Bhi Thy Naadan Bohat
Kuch Us ne Bhi Na Samjhi Ki
Kuch Hum ne b Na Mana
Is Eid pe lot k aa jana
Ab dil ko dil ki dharkan se
phir Eid mubarak kehna hai
Ab sath boht din rehna hai
Is Eid pe laut ke aa jana
JANA!
Ye Pyar Nahi Aasaan Bohat
Aakhir Hum ne Bhi Khail Liya
Jis Khail Mein Thy Nuqsaan Bohat
Jab bikhar gaye tab ye jaana
Aaty hain yahan toofan bohat
Is Eid pe laut ke aa jana
Kuch yadein taza krni hei
Kuch lamhy morh k lany hain
Kuch taary torr k lany hain
Kuch yadain taza krni hain
Kuch lamhy morh k lany hain
Kuch taary torr k lany hain
Wo masti or wo madhoshi Wo bachpan
Kuch Umr Ki Pehli Manzil Thi
Kuch Rastay Thy Anjaan Bohat
Kuch Hum Bhi Pagal Thy Lekin
Kuch Wo Bhi Thy Naadan Bohat
Kuch Us ne Bhi Na Samjhi Ki
Kuch Hum ne b Na Mana
Is Eid pe lot k aa jana
Ab dil ko dil ki dharkan se
phir Eid mubarak kehna hai
Ab sath boht din rehna hai
Is Eid pe laut ke aa jana
JANA!
Ye Pyar Nahi Aasaan Bohat
Aakhir Hum ne Bhi Khail Liya
Jis Khail Mein Thy Nuqsaan Bohat
Jab bikhar gaye tab ye jaana
Aaty hain yahan toofan bohat
Is Eid pe laut ke aa jana
Kuch yadein taza krni hei
Kuch lamhy morh k lany hain
Kuch taary torr k lany hain