PDA

View Full Version : Ghar hamara, jo na rote bhi, to wiran hota


(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-23-2011, 01:17 PM
Ghar hamara, jo na rote bhi, to wiran hota
bahr gar bahr na hota to bayaban hota

tangi-e-dil ka gila kya, ye wo kafir dil hai
k agar tang na hota, to pareshan hota

bad-e-yak umr-e-wara, bar to deta bare
kash rizwan hi dar-e-yar ka darban hota

SHAYAN
10-23-2011, 06:42 PM
Nice ..

(¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯)
10-24-2011, 05:02 PM
thanks

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.