!«╬Ĵamil Malik╬«!
02-08-2009, 07:04 PM
Meri muhabat ka ehsaas kar gar kar sake,
tu bhi mujh se pyaar kar gar kar sake,
aadat badalti hai fitrat badalti nahi,
jaisa hoon aise hi yaar kar gar kar sake,
janta hoon buhat kami hai mujhy mein achaai ki,
meri buraayoon ko sharmsaar kar gar kar sake,
kisi or ka khyaal bhi naa aane paaye kabhi,
itni muhabat ka izhaar kar gar sake,
main tu harf-A-khaak hoon our kuch bhi nahi,
apne pyaar se nayaab-A-aghyaar kar gar kar sake,
fakat taman hai kaid-o-hukam nahi tum par,
mujh peh sachi chahat aisaar kar gar kar sake,
do kadam ka saath nahi chahta tum se Sam,
umar bhar ka wada-o-ikraar kar gar kar sake