Log in

View Full Version : *~*~*`farameen`*~*~*


M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:56 AM
*~*~*`farameen`*~*~*

"Saghar bin Abi Dolf Al-Karkhi said, "I went to Imam Ali bin Mohammad Al-Naqi and said:

O My master I have heard a Hadith from the prophet and I don't know what It means, I have heard that the prophet had said: 'Don't fight the days, because they will fight you back.'

Imam replied: We are the days, Saturday refers to the prophet. Sunday is the Commander of the believers. Monday refers to Hasan and Husain. Tuesday refers to Ali bin Husain, Mohammad bin Ali and Jaafar bin Mohammad. Wednesday refers to Musa bin Jaafar, Ali bin Musa, Mohammad bin Ali and I. Thursday refers to my son and Friday is my grandson.""

Imam Ali bin Mohammad Al-Naqi (A.S.)

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:56 AM
1) Dunya k liye itni Mehnat kar jitna tujhe yaha rehna hai..

2) Akhrat k liye itni Mehnat kar jitna tujhe waha rehna hai..

3) Allah ki raza k liye itni koshishen kar jitna tu uska Mohtaj hai..

4) Gunah itna kar jitna tujh Me azab sehne ki taqat ho..

5) Sirf usi zaat se Mang jo kisi ka Mohtaj nahi.

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:56 AM
A Saying of Imam Ali

Your sickness is within you, though you do not realize,

And your cure is within, yet you do not see.

You claim that you are nothing but a tiny entity,

Yet wrapped up inside of you is the greatest universe.

You are the clear book, through whose letters

All that is secret is revealed and made known.

So you have no need for anything outside of you,

Your consciousness is within you, though you do not know.

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:57 AM
Dekho to Zera Insaan ko
Is dunYa ki Jhooti mohabbat mein
Bhula Diya REHMAN ko
yeh DunYa Hai Faqat Ek khael tamasha
kon Janay ga Is Raaz -e- Pinhaan ko
Mera Ishq , mera JunooN faqat us ke liye Hai
Jis ne Payda kiya Insaan ko

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:57 AM
Hazrat Mohammed (S.A.W.W) Ne farmaya!

Jab ap log duWa karte hai
to doosro ko bhi yad rakhe,
hosakta hai kisi ki zindagi ki dairh saari khushian
ap ki aik harf-e-dua ke muntazir ho...

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:58 AM
Huzoor (S.A.W.W) ka farman hay
k jab mairi ummat aapas main bat kartay hoy gali galoch karay ge to ALLAH
ki nazron say ghr jay ge.Aaj bad qasmati say hum sub main yeh gandi bimari aam ho gae hay.ALLAH hum subko is say bachay.Aameen.Acchi bat phailana sadqa jariyah hay.

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 03:58 AM
1. Jo shaks har waqat Wazoo me rahey ga. Allah Tallah uski rozi kushada farmayein gey!
2. Us Shaks ki hajat jald pooori hoti hai jo apni hajat kisi or insaan ko na bataye!
3. Allah Tallah us shaks ko aabad kartey hein jo Hadees-e-Nabwi (S.A.W.W) sun kar doosron ko pohanchatey hein

M@sTeR-MinD
10-12-2011, 04:00 AM
NABI KAREEM (S.A.W.W) ne farmaya:

'Libas ki sadgi eman ke alamaton mien se eik (1) alamat ha'
2 - Hazarat Muhammad (S.A.W) ne farmaya:
'Dua k siva koi cheez taqdir k faisle ko rad nahe kar sakti or
neki k siwa koi cheez umar ko nahi barha sakti.''

'ALLAH us shaks ko abad rakta ha jo
HADIS sun kar dusron ko pohanchay

ღƬαsнι☣Rασ™
07-16-2012, 07:32 AM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

life
08-16-2012, 01:14 AM
JazakALLAH khair
__________________

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.