Miss Habib
10-11-2011, 06:43 PM
Ik haseen larki Raja k darbar me dance kar rahi thi, Raja bohat badsurat tha. Raqs k baad larki ne Raja se 1 sawal ki ijazat talab ki.
Raja ne kaha k poocho ?
Larki ne kaha jab Khuda husn taqseem kar raha tha app kahan thay ?
Raja ne ghusa na kia balkay muskurate hue kaha,
Jab tum husn ki line mein khari husn le rahi thi, to mein Qismat ki line mein khara qismat le raha tha
Or
Aj tuj jaise husn wale mere ghulam hain
Isliye shair kehta hai
"Husn na maang "Naseeb" mang aiy dost "Husn" wale aksar "Naseeb" walon k ghulam hua karte hain