dont depend on others
02-07-2009, 12:50 AM
Ek Toota Insaan Kehte Hain
Ae zindagi, tu kahan le jaa rahi hai mujhe,
har raah pe dikh rahe hain andhere hi andhere,
aaj mujhe mere hi lakshya ka pata nahi hai,
khushiyon ka to jaise naam hi bhool gayi hoon main,
kahin kisi raah pe koi diyaa to jalao....,
mujhe meri zindagi ka wajood to samjhao,
pehle toota mera dil,jisme sapne the hazar,
tooti jeevan ki umeedein, kaisa ye pyaar...,
bari mushkil se jab tak sambhala khud ko,
dekha to band ho chuke the aage badhne ke darwaze,
meri tanhai, mera akelapan, basi yahi hain mere paas,
jeevan mein kuch karne ki umeed, aaj hai ek aas,
hothon pe hansi dikhani parti hai duniya ko,
koi na jaane kaise jeeti hoon in tanhaiyon ko,
kahin dikhta hai khoye huye pyaar ka saaya,
to kahin meri is badkismati ki maaya....... .,
kaise suljhaoon main is zindagi ki paheli,
uljhi har raah hai,pheeki hai zindgi
jo ankhe sapne sajaaya karti thin kabhi,
aun aknon main hai ab sawal kahin
aaj in mein ek sunaapan,veeraniyat si hai..,
wo so samajhte hain dard ko,akelepan ko,
mujhe dekhkar ek toota insaan kehte hain."