Miss Habib
10-10-2011, 07:44 PM
Chalo pir dhoond lete hain
Usi nadaan bachpan ko
Unhi masoom khushiyon ko
Unhi rangeen lamhon ko
Jahan ghum ka pata na tha
Jahan dukh ki samjh na thi
Jahan bus muskarahat thi
Baharein hi baharein thi
K jab sawan barsta tha
To us kaghaz ki kashti ko
Ban'na or dubo dena
Bohat acha sa lagta tha
Aur is duniya ka har chehra
Bohat acha sa lagta tha
Chalo phir dhoondh lete hain
Usi nadaan bachpan ko
Usi nadaan bachpan ko
Unhi masoom khushiyon ko
Unhi rangeen lamhon ko
Jahan ghum ka pata na tha
Jahan dukh ki samjh na thi
Jahan bus muskarahat thi
Baharein hi baharein thi
K jab sawan barsta tha
To us kaghaz ki kashti ko
Ban'na or dubo dena
Bohat acha sa lagta tha
Aur is duniya ka har chehra
Bohat acha sa lagta tha
Chalo phir dhoondh lete hain
Usi nadaan bachpan ko