Hussain
02-06-2009, 08:32 PM
nahi acha koi madham ishara
saaf keh do na
kahan tak sath do gay tum hamara
saaf keh do na
judai ki tarah darya bhi apney sath chalta hai
nahi milta kinarey se kinara
saaf keh do na
bahaney apni majburi ke kyun aa kar sunatey ho
kasor is main nahi koi tumhara
saaf keh do na
hamain tanhai ke taney to mat do ghair ke agey
ke hum bhi dhund layen ge koi sahara saaf keh do na
hamarey hath ki aksar lakeerain milti julti hain
nahi milta magar apna sitara
saaf keh do na ....