Hussain
02-06-2009, 08:28 PM
udasian jab tumhein satain toa soch lena
koi to hai jo tumhari khatir kahein andheron ko chun raha hai..
koi tao hai jo tumharey khwabon ko apni aankhon mein bunn raha hai.
koi tao hai jo tumhari sanson ko apni sanson mein sunn raha hai
koi tao hai jo apni dharkan ki tasbion par tumharey naamon ko ginn raha hai.