PDA

View Full Version : Nafrat Us Ki


Miss Habib
10-04-2011, 12:44 PM
Main FANA ho gaya wo badla phir bhi nahi
Meri CHAHAT se bhi Sachi thi Nafrat us ki

PRINCE SHAAN
10-04-2011, 02:14 PM
Bahut khoob..............................very nice

PRINCE SHAAN
10-04-2011, 02:20 PM
Teri Nazron Se Jab Bhi Utar Jaaon Main
Yeh Dua Hai Ke Us Roz Mar Jaaon Main

Miss Habib
10-04-2011, 02:37 PM
thankss shaann for sharing beautiful shair

Mf Great Power
10-04-2011, 03:00 PM
gr8 sharing

Mf Great Power
10-04-2011, 03:00 PM
thanks sharing

Aapi Jee
10-04-2011, 04:46 PM
umda...

Shaam
10-04-2011, 05:43 PM
Main FANA ho gaya wo badla phir bhi nahi
Meri CHAHAT se bhi Sachi thi Nafrat us ki


jo dil muhabbat karna janta hai wo nafrat nahi karsakta : )

anyway its another thinking

Miss Habib
10-04-2011, 06:54 PM
jo dil muhabbat karna janta hai wo nafrat nahi karsakta : )

anyway its another thinking

thankss shaam
yeah u right
lekin nafrat ho mohabbat ho, koi bhi feeling
wo dil se hi hoti hai

Shaam
10-05-2011, 12:18 AM
nafrat kuch nahi hoti....
its absense of love....

~wish munda~
10-05-2011, 12:37 AM
behtreen

354
10-05-2011, 12:57 AM
Bohottt Ho zabardastttt (y)........

(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
10-05-2011, 01:04 PM
Nice ONe

Miss Habib
10-05-2011, 01:40 PM
thankss wish, 354 and faryaal

Miss Habib
10-05-2011, 01:41 PM
nafrat kuch nahi hoti....
its absense of love....

acha g agar maan lia jaye k
just absence of love
nafrat hai
to phir ye kia k hamre dil mein kisi k liye mohabbat or kisi k liye nafrat
agar dil mein mohabbat ka jazba hai to phir nafrat kahan se aa gai

Shaam
10-05-2011, 03:49 PM
acha g agar maan lia jaye k
just absence of love
nafrat hai
to phir ye kia k hamre dil mein kisi k liye mohabbat or kisi k liye nafrat
agar dil mein mohabbat ka jazba hai to phir nafrat kahan se aa gai


dekhein bibi
simple si baat hai ek aam sarak pei chalne walei ke lia her insan ke dil hamdardi ka jazba hota hai
yah hamdardi muhabbat ki hi ek qisam haina

han jin ke takleef pe dil khush ho hum kahtey hain unsei nafrat hai

tou dil unhi ki takleef pe khush hoga jin sei muhabbat ya koi aisa jazba nahi hoga
means absense of love.

Miss Habib
10-08-2011, 01:54 PM
ok jeee

Haadi
10-08-2011, 02:25 PM
zaberdast miss keep rocking larki :)

s_sableo
10-08-2011, 10:41 PM
berry nyc :)

Miss Habib
10-10-2011, 09:40 AM
thankss haadi and sableo

CaReLeSs
11-27-2011, 12:35 AM
hmmm Good..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.