ρυηנ@вι gιяℓ!
10-01-2011, 03:04 AM
Mein lafzon mein kabhi izhaar nahi karti
is ka matlab ye nahi mein tujhse pyaar nahi karti
chahti hun tujhe mein aaj bhi par
teri soch mein apna waqt bekaar nahi karti
tamaasha ban na jaaye kahin mohabbat meri
is liye apne dard ko namodaar nahi karti
jo kuch mila hai isi mein khush hun mein
tere liye khuda se takraar nahi karti
par kuch to baat hai teri fitrat mein zaalim
warna tujhe chahne ki khata bar baar nahi karti...!