Log in

View Full Version : Pakistani Folktale


bellbottom
10-01-2011, 02:44 AM
Pauranik kathao mein likha hua hai ki iran mein devoh jamin par insano ke sath rahte the. Tumne hiranyakasyapi ki kahani toh suni hi hogi. Toh iran aur pakistan mein iranyakashyapi aur hydaspes jagah maujud hai. Toh in kahaniyo mein ksatriya kaise bane jate hai?

s_sableo
10-01-2011, 11:30 AM
Apney kya likha kuch palley ni perha :p

bellbottom
10-02-2011, 01:30 AM
www.cais-soas.com/CAIS/Religions/iranian/Zarathushtrian/Oric.Basirov/zoroastrian_reforms.htm In the movie '300' in the persian army why aren't the iran saka warriors shown?

bellbottom
01-21-2012, 10:36 PM
Ek baar maine apne sapno mein dekha ki koi Iran Hyranyakashyapi 20 foot kale ghode par baithkar mujhse iran se milne aya tha. Woh mujhe apne desh leke gaya. Jiska rasta koi na janta ho. Us raste se jate waqt kai bhut preth bhi dikhe. Jab mukam tak mujhe pahucha diya, toh usne jab taq koi lafz na kaha tha ajeebo garib awaaz se chikhne laga. Yeh sunkar mein apne ghar wapas ah gaya.

Toh aj maine khud hi male ghode par sawari karne ki koshish ki. Us ghode ka kadh 15 foot tha. Toh baithne waqt maine asani se chadha, lambi ride bhi ki. Bohot maza aya, par utarte waqt niche dekha toh bohot darr laga aur mein niche gir gaya. Ab pata chala ki buzkashi, ghud sawari karna kitna mushkil hota hai!!!

Jaisa hum sapno mein sochte hai waisa haqiqat mein kuch bhi nahi hota!

bellbottom
02-01-2012, 05:03 AM
http://en.m.wikipedia.org/wiki/Shah_Jahan

http://music.paki.ws/lyrics/MunniBegum-IshqMeinHumTumhen.php

Mujhe lagta hain ki yeh gana 'ishq mein hum' mughal emperor shah jehan ke liye gaya hua hai. 70 ki umra mein bhi shah jehan ne apna kawach pehna aur talwar hath mein li aur ladayi par gaye!

jamal khan
02-12-2012, 11:44 PM
ahann..

ample
02-24-2012, 10:41 PM
nice sharing

Abewsha
06-05-2013, 03:25 AM
nice sharing.................

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.