PaGli
09-30-2011, 11:53 PM
Wohi adat hai bacho'n si
Ke jis tarah koi bacha
Khilona mangta hai
Khailta hai
Phaink deta hai
Issi tarah wo mujh se
Mujhi ko mangta hai
Khailta hai
Phaink deta hai
Magar jab dosra koi
Mujhe aa kar uthaai to
Wo a kar haq jatata hai
Ke yah mera khilona hai
Osse kaise main samjhaoun
Kisi ke pyar se , jazbo'n se
Youn khaila nahi karte
Magar kaise wo samjhe ga
Abhi os shakhs ki shayad
Wohi adat hai bachpan si....
Ke jis tarah koi bacha
Khilona mangta hai
Khailta hai
Phaink deta hai
Issi tarah wo mujh se
Mujhi ko mangta hai
Khailta hai
Phaink deta hai
Magar jab dosra koi
Mujhe aa kar uthaai to
Wo a kar haq jatata hai
Ke yah mera khilona hai
Osse kaise main samjhaoun
Kisi ke pyar se , jazbo'n se
Youn khaila nahi karte
Magar kaise wo samjhe ga
Abhi os shakhs ki shayad
Wohi adat hai bachpan si....