Credible KiRan
09-30-2011, 08:53 PM
Meri mayyat per Kafan na dalo
Mujhay aadat hai Muskuranay ki,
Meray Janazay ko na le jao
Umeed hai meray dost k Aanay ki,
Dair ho jaye to Kuch na kehna
Ussay aadat mai mujhay Satanay ki,
Agr ho Naraz to Ay Yaro!
Koshish karna Ussay Mananay ki,
Jab deekh kar Chala jaye meri Mayyat
Phir tayyari karna mujhay Dafnanay ki,
"Q" "K"
Agr wo lout aaya
Aur mujhay Deekh kr ro para,
To meri Sansain wapis na aa jain
Qk meri aadat hai usay Chup karanay ki...............
Mujhay aadat hai Muskuranay ki,
Meray Janazay ko na le jao
Umeed hai meray dost k Aanay ki,
Dair ho jaye to Kuch na kehna
Ussay aadat mai mujhay Satanay ki,
Agr ho Naraz to Ay Yaro!
Koshish karna Ussay Mananay ki,
Jab deekh kar Chala jaye meri Mayyat
Phir tayyari karna mujhay Dafnanay ki,
"Q" "K"
Agr wo lout aaya
Aur mujhay Deekh kr ro para,
To meri Sansain wapis na aa jain
Qk meri aadat hai usay Chup karanay ki...............