PDA

View Full Version : Sun and Sand


bellbottom
09-30-2011, 12:20 AM
www.youtube.com/watch?gl=US&hl=en&client=mv-google&v=IxB2d9GwOuA Is music video ki filming mumbai ke andheri ke juhu beach mein hui hai. Yeh movie us waqt ka hoga jab pakistan mein koi dayra na tha. Ek movie maine dekhi thi - back to the future, usme agar past ko change karoge toh future badal jata hai. Toh maine apne imagination mein dekha ki andheri east mein shayad pakistani safed suth ke kapdo ki factorya mill hua karti hongi. Phir main ek daftar pahucha waha par bohot sare dubale patale mulhe munim pakistani urdu typewriter liye baithe the. Us daftar ki khidkiyon ki kachon par lal kagaz ki parat bithayi gayi thi. Waha par mein court ka urdu parcha banane gaya tha. Dur mujhe paki pm mr gillani bhi advocate ki poshak mein nazar aye...! Us waqt shayad urdu likhna padhna compulsory hua karta hoga. Phir pakistani logon ko bombay bhel aur lassi achi lagti hogi. Modern bombay pakistanio ke siwaye suna suna lagta hai. Oh bade miyan deewane aise na bano, haseena kya chahe humse suno.

bellbottom
09-30-2011, 02:52 AM
1816, Pakistani pahadi division, East India Company, lahore barracks. General harvey ne angrezi hindi se sipahi se kaha- humne afghanistani senao se picha chuda hi liya. Ab humne apni tohfe bharat ki taraf modni hogi. Sare paki faujio se kaho ki bharat ke gen.clive rice ki army se ladhne ke liye tayar rahe. Ladhayi jitne par paki faujio ko inaam bhi mukarar hoga. Angrezi ladkiyan, nachna gaana aur britain ki sair. Toh paki pahadi division se kehdo ki east se humala kare, aur paki machuwara division se keh do ki west se humala kare!' Phir pakistani rajput regiment banduk, tohfe thame khadi hui aur morcha sambhala...1 do 1, 1 1, 1 do 1 karke gaon mein marchpast kiya. Kuch bade pakistani lion bhi laye.

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.