Credible KiRan
09-29-2011, 07:35 PM
Larkiyaoon aur aurtoon mai sar Dhanpnay ki aadat dalain
Rasool-e-Paak S.A.W.W ne Farmaya:
jab mujhay Mairaaj per lay jaya gaya to
Mai ne deekha k meri Umaat ki Bohat si aurtain
Sakht Azaab mai mubtla thin
Un k sar k "BAAL" Jahannum ki Dewaroon se Bandhay huway thay
Ye wo aurtain thin jo apnay sar k baal Na-Mehramoon se nahi chupati thin.
Qiyamat k din jab Parday ka sawal kia jaye ga to
aik aurat 4 Mardon(men) ko Dozakh me ley kr jae gi
1:- Baap
2:- Bhai
3:- Shohar
4:- Beta
Dua hai k Allah Paak hamain apnay Ehkamat k mutabiq chalnay ki taufeeq atta farmaye. (Ameen)