Owi
09-29-2011, 01:29 PM
-:||:- Ye Us K Hijr K Din Hein K Rutt Wisaal Ki Hai -:||:-
Zabaan say kab hamein haajat kisi sawaal ki hai
Usay khaber hai jo soorat hamaaray haal ki hai
Sulag raha hai badan thanday thanday shoulon mein
Ye us k hijr k din hein k rutt wisaal ki hai
Abhi abhi meray taar-e-nafas k zeenay per
Ye roshni si jo utri teray khayaal ki hai.