Owi
09-29-2011, 01:28 PM
-:||:- Bohat Din Reh Liye Is Jism Mein Ab ye Iraadah Hai -:||:-
Chalo zulmat ka ye andha safer aasaan ker jaayein
Kisi k kaam aaye apni aankhein daan ker jaayein
Bohat din reh liye is jism mein ab ye iraadah hai
Ye ghar khaali karein is sheher ko weeraan ker jaayein
Hum aisay log hein apni judaai k samander mein
Her ik saahil ko lay doobein nagar sunsaan ker jaayein.